Talwarbazi k mukable me 1 chinese ne baarik wire k 2 tukde kar diye.
Japaani ne usese bhi baarik taar k 2 tukde kar diye.
Ab baari Rajnikant ki thi.....
Rajnikant ne machhar udaya,
talwar ghumayi or macchar udd gaya
Judge : machhar to udd gaya.!
Rajni : ud to gaya he par vo kabhi baap nahi ban sakega.......

Post a Comment

أحدث أقدم