7 Days before a exam
Day1:" Exam k liye itni chuttiyaan.. haha..... aaram se ho jayega..
Day2:" abhi toh 6 din pade hai yaar!
Day3:" aaj toh yaar uske ghar jana tha...yahan
jana tha vahan jana tha.. kal padhunga..!!
Day4:" aaj padhunga.. raat poori raat...10 baje..
off to sleep..kal se pakka..!!
Day5:" bhai syllabus bata, bas itna sa mai yu hi
tension le ra hun...
Day 6:" kya padhu kuch samajh nahi aa rha.. ye karta hun.. nahi ye karta hun..
ye.. vo.. ye.. vo.."
ghanta padhu ab.."
Day7:" abey tune kitna kar liya..
kuch bhi nai bhai tune kitna.. abey lagi padi hai..
bhai paper ka jugaaad kar lo kahi se kese bhi..kar lo bhai bol rha hun..
"ON EXAMINATION DAY"
.
.
.
.
.
"kaash ek din aur mil jata..
faad deta paper..:p :/ :O :D :D
Agree Students ?? = Thoko Likes

Post a Comment

أحدث أقدم