Ek Aalu ne bhindi ko " I Love U"
ka messge kia....
Bhindi ne usy buhat bura bhala kaha aur boli
Tum itny moty ho
or me itni Smart
Aalu ko ya sun ka buhatdukh hua....
Aalu ne us din ka baad itni sabziyan Phansai..
k
k
k
Aj aap dekh saktay hen
k
Aalu-Ghobi,
Aalu- Bengan,
Aalu-Palak,
Aalu-Matar,
Aalu-Gajer,
Aalu-Methi,
or
Bichari Bhindi us din se aaj tak akeli hy KHUMANSINH

Post a Comment

Previous Post Next Post