Main mar jau to mere Sirhane na bithana usko, Bhot Tasalli dena bhot pyar se Samjhana us ko, Ghumne ka bahana kar k door Fizao me kahi le jana usko, Wo bawafa h us waqt ye ehsaas na dilana us ko, Us k samney na karna baatein aisi k meri yaad aa jaye, Meri tafri k mashghale suna suna k hansana us ko, Wo royega bhot bilawaje to meri rooh tadap uthegi Yaar, tum aisa karna meri Maut ka hi na batana us ko.

Post a Comment

Previous Post Next Post